Kahi toh mile wo rahat Jahan koi gham na ho Bin baat ke jahan Meri aankhein bhi nam na ho Dil bhar gaya mujhse Tera ye jaanta hai dil Mera kuchh reh gaya ho to bol do Khamoshiyaan sab tod ke Jo dil mein hai sab bol ke Haan keh raha hoon alvida Main tujhe aakhri salaam karta hoon Khudse bhi zyada pyaar karta hoon Meri jaan tujhpe nisar karta hoon Main tujhe aakhri salaam krta hoon Alvida alvida kehne ki Himmat juta li hai Jahan teri yaadein na ho Wo duniya bhi saja li hain Mere baare mein sochon kabhi Aankhein phir bhar aayengi Maango khuda se wapas mujhko tum Lekin phir na paogi Main lada tha khuda se Tujhe paane ke liye Phir lada main usi se Bhulane ke liye Mere baad mein jise chaahogi Dil uska to na dukhana Main seh gaya kya wo seh lega? Khamoshiyaan sab tod ke Jo dil mein hai sab tol ke Haan keh raha hoon alvida Main tujhe aakhri salam karta hoon Khud se bhi zyada pyaar karta hoon Meri jaan tujh pe nisar karta hoon Main tujhe aakhri salam karta hoon Tu safar mein kyun mila Zindagi ka gham yahi hai Phir kabhi jo jud na pae Itne toote hum nahi hai Hum se jhoothe wo sahi hai Magar bewafa wo nahi hai Jitna humko maante hain Utne jhoothe hum nahi hai Alvida alvida kehne ki Himmat juta li hai Jahan teri yaadein na ho Wo duniya bhi saja li hai