Doori sirf ek deewar ki aur Intezaar woh sirf ek kitaab ke khulne ka tha. Kya pata tha unhein ki woh dhundhle se shabd, Unke ishq ke panno mein badal jayenge. Nikal jayenge woh talaash mein Us be-intehaan mohabbat ke, Woh chehra jise woh har janam dhoondte rahe. Woh chehra jise woh har janam dhoondte rahe… Meri aankhein soti hain, Magar yeh dil jaagta hai… Aye meri pyaari, chaliya… chaliya… Aabhi jaa Aabhi jaa Aabhi jaa Sun le meri duaa Apna chehra dikha Apni aawaaz suna Aye meri dilruba, Chaliya, Chaliya dilruba Chaliya, dhoondta Phir raha, meri jaan Chaliya Apna chehra dikha Apni aawaaz suna Sun le meri duaa Aabhi jaa, Aabhi jaa Aabhi jaa, Sun zara Aabhi jaa, Hai duaa Aabhi jaa, Aabhi jaa Paani baras raha hai Dil yeh taras raha hai Saansein toh chal rahi hain, Hothon pe dum ruka hai Saansein toh chal rahi hain, Hothon pe dum ruka hai Ab mujhko na sataa Ab mujhko na rulaa Ho gayi imtehaan Aabhi jaa, Aabhi jaa Aabhi jaa, Sun zara Aabhi jaa, Hai duaa Aabhi jaa, Aabhi jaa Aabhi jaa, Aabhi jaa Dilruba aabhi jaa Apna chehra dikha Aabhi jaa, Aabhi jaa