Baari barsi khattan gaya si, khat ke liyanda khullar Bhangra sajda beat pe jo na naacha maardo chittar Tagda rap ka meter kheench ke maara phate speaker Kudiyaan pehan ke nikkar na nehlave na koi dikkat Tau tere naache whiskey laake tai swaraave chhikkad Chachi, bua, bhabhi paave gidda pehan ke sneaker Chache, foofe, maame dholak dekho khol ke liquor Dhol pe naache chhod ke fikkar, note udaate bol ke Tittar…. Taaliyan… lehange mein hot lage saaliyan Deti bade tau se woh gaaliyan Gaadiyon mein vote karke shot bhi laga liya Kahin bhi nahi hoti aisi shaadiyaan DJ ne toh aate hi macha diya Theka poora car mein saja diya Paisa poora shaunk pe uda diya Jaise Vijay Mallya! Baari barsi khattan gaya si, khat ke liyanda ghoda Bhangra sajda beat pe jo na naacha bahen ka loura. Khola bag mein soda, 800 waalak side mein ho ja Aaja kudiye vibe mein thoda, floor hila de ban ke Nora Baari barsi khattan gaya si, khat ke liyanda aata Bhangra sajda beat pe jo na naacha maardo chaanta Badhta rap ka kaanta, fail kara de Lady Gaga Jisko dance nahi bhi aata, mauj karaane aage papa! Aage papa, mauj karaane aage papa Mauj karaane aage papa Mauj karaane aage papa! Maluma, Maluma… gyan na de gaano mein Bandiyo wali beat use theek se baja doon main Kaisi hoon main cheez ek kareeb se dikha doon main Bhaagu sabke beech mein scene leke haathon mein Nikle jisne ghis diya gaano mein Daddy wala risk kyunki rishtey mein baap hoon main Kaisi bhi ho pitch saari wicketein gira doon main Top five rappers ki list leke bhaagu main Dhakke na maarun main, sabko nacha doon main Chashme laga ke dekho phatne laga hoon main Hagne laga hai tu kabse khada hoon main Halke mein mat lena baap se lada hoon main Kashmiri raste pe bachche bana doon main Hafte ke hafte ko Sunday bana doon main Janzi ke bandon ko flash mein baha doon main Ande ke fande ko… [Sound Effect] Baari barsi khattan gaya si, khat ke liyanda chakna Bhangra sajda beat pe jo na naacha aaj nahi bachna Kariyo baad mein nakhra, utaar ke sandal naach le makhna Maan le meri baat tu sajjna, aaj ki poori raat hai jagna Baari barsi khattan gaya si, khat ke liyanda gaddi Bhangra sajda beat pe jo na naacha phaad do sabki Dede gaal pe pappi, dede meri jaan tu pagli baby Tujhse aankhen milte hi baby ki ki sass atak gayi!