Sharminda Saya Mera Thartharata Hi Raha Ek Roothha Pahlu Mera Muskurata Hi Raha Kya Nadaani Kya Samajh Kya Hairani Kya Tadap Ab Koyi Aaye Mujhko Bataye Kya Sahi Kya Galat Ab Koyi Aaye Mujhko Le Jaaye Kya Zameen Kya Falak Ghabrata Mann Raaton Mein Bas Jaagta Hi Raha Darr Jata Haalaton Se Bas Bhaagta Hi Raha Kya Dil Mera Kya Dhadak Kya Andhera Kya Chamak Ab Koyi Aaye Mujhko Bataye Kya Sahi Kya Galat Ab Koyi Aaye Mujhko Lai Jaaye Kya Zameen Kya Falak Panchhi Hain Bheji Bulaane Tum Aao Na Karke Bahana Takiye Pe Thodi Jagah Chhod Ke Sota Hoon Jaana Main Bhi To Hoon Na Jahaan Mein Aur Hai Na Ye Apna Fasaana Kisi Ke Hawale Safar Hai Aur Kisi ko Hai Sab Mil Jaana Haan Haan Haan Ab Koi Aaye Galey Se Lagaye Aur Dekh Le Mujhe Ek Jhalak Ab Koi Aaye Mujhko Apnaye Ya Thukraye Sikhaye Do Sabak