Hmm… tumsa na dekha Na dekha maine kabhi Teri baahon mein kho jaaun main abhi Kaisi teri ehsaas Mein koi jaadugari Lagne lagi hai duniya Meri jaise khwaab koi Behki behki si fizayein, Jazbaat bhaare Mehki mehki ye hawaayein Tere naam karein Teri ore chala hoon main Apna bana le Teri ore chala hoon main Baahon mein aaja meri jaan Suba ho tere sang hi Dhal jaaye shaam Afsaane tere hain Sang sunana… haaye Nigaahon ko rokoon kaise Rokoon bhala main Teri ada hai qaatilana Shumaar hua pyaar, Izhaar main kar loon Tu hazaar ho ya Saat samundar paar Main kar loon Jaanam… Hasrat hai tumse kya chhupana! Tumsa na dekha Na dekha maine kabhi Teri baahon mein Kho jaaun main abhi Kaisi teri ehsaas Mein koi jaadugari Lagne lagi hai duniya Meri jaise khwaab koi Behki behki si fizayein, Jazbaat bhaare Mehki mehki ye hawaayein Tere naam karein Teri ore chala hoon main Apna bana le Teri ore chala hoon main Baahon mein aaja meri jaan Tumsa na dekha Na dekha maine kabhi Tumsa na dekha Na dekha maine kabhi