Tu chala gaya toh pata chala Saari khushiyan tujhse thi Tu khush rahe toh main maan loon Saari kamiyaan mujhme thi Jo aadhi adhoori reh gayi Saari kahaani meri thi Tu hamesha kamil tha Saari kamiyaan mujhme thi Jo mere dil tak jaati thi Saari galliyan teri thi Tu hamesha kamil tha Saari kamiyaan mujhme thi Tune dil se lagaya tha Apna banaya tha Meri hi nakaami thi Dil tera ban na paya tha Tune haath thaama tha Raasta dikhaya tha Meri hi nadaani thi Dil raah bana na paya tha Jo sacchi nikali dekho Saari baate teri thi Tu hamesha kamil` tha Saari kamiyaan mujhme thi Jo khilne lage hai dekho Saari kalliyan teri thi Tu hamesha kamil tha Saari kamiyaan mujhme thi Tu khush bhi rahe Aabaad bhi rahe Saari duaye leta jaa Ho dil mein jitne bhi Dard hai tere Saare mujhko deta jaa Tu hamesha kamil tha Saari kamiyaan mujhme thi Tu hamesha kamil tha Saari kamiyaan mujhme thi Tu chala gaya toh pata chala Saari kamiyaan mujhme thi Tu khush rahe toh main maan loon Saari kamiyaan mujhme thi