Saadgi toh hamari zara dekhiye Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Baat toh sirf ek raat ki thi magar Intezaar aapka umr bhar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Kis shauk, kis tamanna, kis darja saadgi se Hum aapki shikayat karte hain aap hi se Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha Zikr ek bewafa aur sitamgar ka tha Aapka aisi baaton se kya waasta Aapka aisi baaton se kya waasta Aap toh bewafa aur sitamgar nahi Aapne kis liye mooh idhar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Tere adaab ki rudaad ho gaye hain hum Bade khuloos se barbaad ho gaye hain hum Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi Ishq mein uljhanein pehle hi kam na thi Aur paida naya darde-sar kar liya Aur paida naya darde-sar kar liya Log darte hain kaatil ki parchhai se Humne kaatil ke dil mein bhi ghar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Bekaraari milegi, lutega sukoon Bekaraari milegi, lutega sukoon Chain chhin jaayega, neend ud jaayegi Chain chhin jaayega, neend ud jaayegi Abna anjaam sab humko maaloom tha Aap se dil ka sauda magar kar liya Saadgi toh hamari zara dekhiye Aitbaar aapke waade par kar liya Chehre pe noor, us pe suroor Dil choor choor kyun na ho jaaye Kaisa asar hai, behki nazar hai Majoor kyun na ho jaaye Tera khumaar, dil bekaraar Majboor kyun na ho jaaye Maanga khuda se, tujhko dua mein Manzoor kyun na ho jaaye Saadgi toh… hamari… zara dekhiye…