Is duniya ke andheron mein Jab tu mere kareeb aaya Kuch bhi na tha in lakeeron mein Tab tu leke naseeb aaya Kiya hai kitna tune mere liye Main kahe jo tu toh hans ke mar jaaoon Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhri yahin guzaar doon Is duniya ke andheron mein Jab tu mere kareeb aaya Kuch bhi na tha in lakeeron mein Tab tu leke naseeb aaya Mujhe yaad hai woh din aaj bhi Main chal ke tere paas aaya tha Nahi tha koi jahan mein mera Tune hi gale lagaya tha Mila jo tu toh har khushi mil gayi hai Ab is se zyada aur kya maangoon Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhri yahin guzaar doon Koi aisa pal jiya hi nahi Jisme tera naam na liya Tere ho gaye toh humne sanam Sabse faasla bana liya Tera mera safar kabhi na khatam ho Bhale hi saanson se bichhad jaaoon Jo haath yeh rahe tere haath mein Main saari zindagi yahin guzaar doon Chale bhi jaoge toh intezaar mein Woh shaam aakhri yahin guzaar doon