Dost honge, dollar honge aur hogi mughlai Dard honge, aansu honge aur hogi tanhai Har ek saath ye uljan hai Kahi tanz hai to kahi tension hai Halwa-walwa chhod ke balwa Mere piche ghiske apna talwa Kabhi doodh malai Meve ki mithai Kabhi daal makhane Kabhi laddu leke aa Kabhi sair-sapate Sann-sann-sannate Kabhi til ke daane Kabhi sattu leke aa Hamse karle aake yaara na Dekhega zamana, gaayega taraana Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Har din khaye ghar ka khana Ek din to khane ko Jaare koi hotel, koi dhaba, hmm… Har din ghar mein kya nahana Ek din to nahane ko Taal mein jaake dubki le re baba Kehti hoon batiya sun Hafte ka hatiya chun Mauka ye chhoote na Arey shauk ki khatiya bun Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Ho yaadon mein yaad na ho to Sapno ke baad na ho to kya jeena Charchae pe charcha ho par Usme teri baat na ho to kya jeena Masti ki kashti bhar Khushiyon ki basti bhar Kal ye kaam aayega Samjho na ratti bhar Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Hellallallo hello hellallallo hellallo Hum dono ka chalu chakkar hai, karlo Kabhi doodh malai Meve ki mithai Kabhi daal makhane Kabhi laddu leke aa Kabhi sair-sapate Sann-sann-sannate Kabhi til ke daane Kabhi sattu leke aa Hamse karle aake yaara na Dekhega zamana, gaayega taraana…